It’s Republic Day today, and every Indian is in the patriotic mood. There are patriotic songs being played, many would be watching patriotic movies, sharing the Republic Day wishes on social media, and a lot more.
So, today, here we bring you some of the most famous patriotic dialogues from Bollywood movies…
Chak De India: Mujhe states ke naam na sunayi dete hain na dikhayi dete hain, sirf ek mulk ka naam sunai deta hai, INDIA…
Namaster London: Aisi sabhyata jisme ek Catholic aurat Pradhan Mantri ki kursi, ek Sikh ke liye chod deti hain aur ek Sikh, Pradhan Mantri pad ki shapat ek Muslim Rashtrapati se leta hain, uss desh ki bhaag daud sambhalne ke liye jisme 80 pratishat log Hindu hain…
Lakshya: Ye Indian Army hain, hum dushmani mein bhi ek sharafat rakhte hai…
Baby: Religion wala jo column hota hai, usmein hum bold aur capital mein INDIAN likhte hai…
Rang De Basanti: Ab bhi jiska khoon na khaula, khoon nahin voh paani hai, joh desh ke kaam na aaye woh bekaar jawani hai…
Gadar Ek Prem Katha: Hamara Hindustan zindabad tha, zindabad hai, aur zindabad rahega…
Rustom: Meri uniform meri aadat hai, jaise ki saans lena, apne desh ki raksha karna…
Raazi: Watan ke aage kuch nahi, khud bhi nahi…
Mulk ke samne mujhe apna aap nazar nahi aata, main hi toh mulk hoon, Hindustan hoon…
Uri: The Surgical Strike: Yeh Hindustan ab chup nahi behtega, yeh naya Hindustan hai, yeh ghar mein ghusega bhi aur maarega bhi…