Jackie Shroff has been in the industry for more than three decades. He has been a part of many successful films, and has also proved his mettle as an actor.
Today, Jackie Shroff celebrates his 64th birthday, so let’s look at the list of iconic dialogues of the actor…
Hero: Aapki kameez ka size bohat chhota hai sir, kyunki mera seena aap se bohat bada hai…
Khalnayak: Har khalnayak mein ek nayak chupa hua hota hai…
Aaina: Khoobsurati woh nahi hoti joh aaine mein dikhai de, khoobsurati woh hoti hai joh aaine mein nazar na aaye…
Border: The more you sweat in peace, the less you bleed in war…
Refugee: Janwaro pe bharosa kiya ja sakta hai, insaano par nahi…
Devdas: Jahan ‘kh’ se khush hokar jeena chahiye wahan ‘kh’ se itne khamosh baithe ho, arre ‘kh’ se itne khoye khoye ho, ki pata hi nahi chalta ki aap ghar pe ho…
Kya Yehi Pyaar Hai: Love is not heart of life, it is only part of life…
Dhoom 3: Joh duniya ko namumkin lage, wahi mauka hota hai, kartab dikhane ka…
Shootout At Wadala: Is vardi ka rang khaki kis liye hai pata hai? Kyun ki yeh rang us mitti ka bhi hai jis mein har policewaala milne ke liye bhi aur milaane ke liye bhi tayar hai…
Bharat: Desh logon se banta hai aur logon ki pehchan unke pariwar se hoti hai. Tujhpe pura desh hai Bharat…