8.1 C
New York
Sunday, December 29, 2024
HomeEntertainmentBirthday Special: Famous dialogues of Emraan Hashmi

Birthday Special: Famous dialogues of Emraan Hashmi

Date:

Related stories

Emraan Hashmi has been in the industry from the past 18 years. Earlier, in his career, he mainly features in erotic-thrillers, but later he proved his versatility with many roles.

 

Today, Emraan celebrates his 42nd birthday, so let’s look at the list of top 10 dialogues of the actor…

 

Raaste ki parwah karoonga, toh manzil bura maan jayegi… (Once Upon A Time In Mumbaai)

- Advertisement -

 

Haarne ka darr aur jeetne ki umeed, inn dono ke beech joh ek tension wala waqt hota hai na, kamaal ka hota hai… (Jannat)

 

Cricketer aur film stars mein zyada farak nahin hota, dono ki jawani khatam, toh kahani khatam… (Jannat)

 

History uthake dekh lo, do cheezein hamesha common rahi hai, mardon ka zamana raha hai, auraton ne aake aafat ki hai… (The Dirty Picture)

 

Insaan ka jab waqt achcha hota hai tab logon ko uske phatte kapde bhi stylish lagte hai, jab taste badalta hai tab wohi log uske kapde phadne lagte hai… (The Dirty Picture)

 

Har film ka ek hi hero hota hai – director (The Dirty Picture)

 

Tum bhi mujhse pyar karti ho bahut pyar, lekin kahogi nahi. Tadapogi mere bagair lekin jataogi nahi. Mere paas aana chahti ho, seene se lagke rona chahti ho, dil mein rehna chahti ho lekin rahogi nahi. Lekin main tumhari tarah nahi hoon, main toh reh hie nahi sakta yeh kahe bina ki mujhe tumse ishq hai… (Hamari Adhuri Kahaani)

 

Sau sahi kaam karlo koi yaad nahi rakhta, ek galat ilzaam aur sabne bhula diya… (Azhar)

 

Khuda humko aaisi khudai naa de, ke apne sivah aur kuch dikhai naa de… (Raaz 3)

 

Meri goli se bachne ke liye tujhe baar baar khushkismat hona padega, aur mujhe sirf ek baar… (Mumbai Saga)

Subscribe

- Never miss a story with notifications

- Gain full access to our premium content

- Browse free from up to 5 devices at once

Latest stories