Karan Johar is undoubtedly one of the most successful filmmakers in Bollywood. He started his career with the 1998 release Kuch Kuch Hota Hai and since then has been producing and directing some really good movies.
Today, Karan celebrates his 49th birthday, so let’s look at the list of dialogues from the filmmaker’s movies (directorials) that we will never forget…
Kuch Kuch Hota Hai
Pyar dosti hai. Agar woh meri sab se achchi dost nahin ban sakti, to main usse kabhi pyar kar hi nahi sakta, kyun ki dosti bina toh pyar hota hi nahin, simple, pyar dosti hai
Hum ek baar jeete hai, ek baar marte hai, shaadi bhi ek baar hoti hai, aur pyar ek baar hi hota hai
Kuch kuch hota hai Rahul, tum nahi samjhoge
Tussi ja rahe ho? Tussi na jao
Kabhi Khushi Kabhie Gham
Zindagi mein agar kuch banna ho, kuch haasil karna ho, kuch jeetna ho, toh hamesha dil ki suno. Aur agar dil bhi koi jawab na de toh aankhen band karke apni maa aur papa ka naam lo, phir dekhna har manzil paar kar jaoge, har mushkil aasaan ho jayegi, jeet tumhari hogi, sirf tumhari
Lucknow da kurta, Pathani salwar, tab lage mard, varna lage bekaar
Mere saath prom jaane ke liye tum sabko teen departments mein brilliant hona chahiye, and that is good looks, good looks and good looks
Kabhi Alvida Naa Kehna
Kabhi kabhi dosti mohabbat ki jagah le leti hai, aur phir mohabbat ke liye jagah hi nahin rehti
Alvida nahin, alvida kehne se phir milne ki umeed mar jaati hai
Waqt ka matlab hota hai ab, pyar karna hai toh ab, maafi maangna hai toh ab, haath pakadna hai, toh ab
My Name Is Khan
My name is Khan, and I’m not a terrorist
Namaaz jagah aur logon se nahi, neeyat se padhi jaati hai
Darrne mein koi burai nahi hai, bas apne darr ko itna bada mat bana do, ke tumhe aage badne se rok le
Is duniya mein sirf do kism ke insaan hai, achche insaan joh achcha kaam karte hai aur bure joh bura
Ae Dil Hai Mushkil
Ek tarfa pyar ki taqat hi kuch aur hoti hai, auron ke rishton ki tarah yeh do logon mein nahi batt-tim sirf mera haq hai ispe
Sau andheron mein bhi roshan ho, us haqeeqat ki talash hai. Teri dehleez pe chhod aaye, uss mohabbat ki talash hai. Jhukne ki ibaadat ko toh samjhe jahaan walon, katne pe joh haasil ho, uss jannat ki talash hai
Mohabbat karna hamare bas mein nahi hai, uss mohabbat se door chale jaana, woh hamare bas mein hai
Pyar mein junoon hai par dosti mein sukoon hai
Main kisi ki zaroorat nahi, khwaish banna chahti hoon
Kisi ne kabhi aapko suddenly chaata mara hai, phaat! Uss chaante ko ishq kehte hai, aur woh chaanta aur zor se padta hai jab koi teesra aa jaata hai